[et_pb_section fb_built=”1″ _builder_version=”4.0.11″][et_pb_row _builder_version=”4.0.11″ custom_padding=”15px|||||”][et_pb_column type=”4_4″ _builder_version=”4.0.11″][et_pb_text _builder_version=”4.0.11″ text_font_size=”20px” ol_font_size=”20px” ol_line_height=”2em”]
Riddle is like a mind game which you can play with anyone in your family from young generation to aged person. Get your best riddle from the list of these.
50+ Best Riddles in Hindi with Answers
- Gol hai par gend nahi, puch hai par pashu nahi, puch pakadkar bacche khelephir bhi uski aanshu nahi nikalte.
Ans:- Gubbara
- Uuth ki baithak, hiran se tez chaal, kon sa hai wo janwar jiski puch na baal. Ans: Mendhak
- Laal dibiya me hai peele khaane, khane me moti ki daane ans- aanaar
- Wo karta hai wayu sudh, phar dekar job hare pet, mamnav jiska bana hai dushman, phir bhi wok are paropkar . ans Tree/ped
- Dhandaulat se bade ye chiz, sab chizon se uchi hai hai, jo ye paye bane pandit, bina iski murakh rah jaye. Ans; vidhya
- Chawki pe baithe ek rani, sir par aag badan me paani ans mombati
- Phool aur phal bhi mai hun, hun ek mithai, to batao kya hun mai . ans; gulabjamun
- Jal se bhara ek matka, hai sabse ucha latka, pani hai uska mitha, pilo jara bilkul nahi kha khatta. Ans- Nariyal
- Laal hun par khati hun sukhi ghass, mar jaun jo pani aaye mere pass.
Ans; Aag —— 50+ Best Riddles in Hindi with Answers ——–
- Safed hai tan, hari hai mere puch, jo na bhuje ja naani se apne puch ans: Muli
- Ulat ki jo dekho mujhe lagta hun naujawan, koi alag na rah sakta mujhe, chahe ho Buddha, bacha ya jawan.. ans: Yaaju
- Pair nahi par rukti nahi , thak kar apne dono hathon se muh pochte rahte ans: ghadi
- Loha khichu aise taakat hai, par rabar mujhe harata hai, khoye sui bhi khoj nikalun, mera khel nirala hai. ans: Chumbak
- Kaan hai par bahri hun, muh hai par hun maun , aankon ki andhi hun batao mai kon. ans Gudhia
- Hari the man bhari the, raja ji ki khet me dushala oodh kar khadi the ans: Bhutta
- Bina kahye piye sabki ghar me rahta hun, na hasta na rota hun, par sabki ghar k rakhwali karta hun ans – taala
- Kaal ahun par deta sabho gyan, sikshak karte mujhpe kaam , batao jara mera naam. Ans blackboard —— 50+ Best Riddles in Hindi with Answers ——–
- Topi hai hari mere, laal hai dushala, pet me lage ajeeb lage daanon ki mala. Ans mirch
- Sar hai dum hai par pawn nahi, pet hai aankh hai par kaan nahi . Ans saap
- Singh hai par bakri nahi, kathi hai par ghodi nahi, break hai car nahi, ghanti hai par kiwad nahi Ans
- Ek raja ki anokhi rani, dum se hai pete paani . Ans dipak
- Ek basant hai maine dekha jiski lage bahut se daant , bina muh se bole kare bade rasile baat. Ans
- Naak ko pakadkar khiche hai kaan, koi phir na kahe kuch ise, batao iska naam. Ans chasma
- Ek phool hai kale rang ka, sar pe sada suhaye, tez dhup ho ya bareesh, hai wo khil jata. Ans –chatta
- Janam leta hai raat me, subah hoye ye jawan, sham hote hi nikal jati hai iski jaan.. Ans – newspaper
- Kaala hai ghoda, safeed hai sawari, ek utare dusra chad jata. Ans tava
- Bujho jara ek paheli, jab kaato bane naye naveli.. Ans – pensil
- Kaali kaali se hai maa, bacche hue laal, jidhar jaye maa, udar nikle uski laal. Ans relgadi/train
- Kharidi ek chiz aise rang tha uska kaal, kia jab istemal ho gaye laal, daar ar diya phek, to ho gaya safeed.. Ans – koyla
- Hara chor laal makan, samne baitha kala saitan, garmi me aaye nazar, le lo jahe jitney khabar. Ans tarbuz
- Kaal muh laal sarir, kha jata sare paper, pet phad phir nikala jata. Ans.letterbox
- Sundar sundar se khawab dikhate, har roz raat ko aati, thaki hue ko ded aaram, bhaia jaldi batao, bahut hai kaam.. Ans nind
- Lamba tan, badan hai gol, tan pe bhale hai bahuts e ched, par na karu kise me bhed.. Ans basuri —— 50+ Best Riddles in Hindi with Answers ——–
- Do hai sundar ladki, rahe na dur ek dusre ki, agar bichad gaya ek, to dusra aaye na kaam..batao kya hai uska naam.. Ans juta
- Hara aata, laal paratha, sakhion ne mil jhul kar baata.. Ans –mehendi
- Ek kile hai do dwar, hai sipahi lakdidaar, takraye jo diwaron hai, ho jaye unka kaam tammam.. Ans machis
- Ek thaal motion se bhara , ulta sabki sar pe dhara,Charon aur phire wo thal, par moti ire na ek.. Ans aasmaan
- Subaha aaye sham ko jaye, dinbhar aapne chamak bhikhere, Samsth dharti ki dewta ye, inki bina na jiwan sambhav.. Ans –suraj
- Chiz hue aise, tut jaun bina awaz, par gunju tumhare andar jiwan bhar.. Ans biswas
- Chiz ho wo jo kar de tumhe paresan, pi lo do ghunt agar paani ka mar jaun mai udhar.. Ans -pyas
- Na sikha sangeet kahe na sikha koi geet, subah subah karu riyaz, man ko bhaye sabko mere awaz. Ans koyal
- Ek sath hum aaye dono, bin hamare na sahnai, pito hame denge sangat, phir aayege mahfil me rangat.. Ans tabla
- Puch jo kato banu mai sita, sir kate to tumhara mitra, Madhya kate to banu khopdi, ai mere pahele bade vichitra.. Ans siyar
- Bin kuye ki hai chaar nagar, ek hai raani chor 18, aaya daroga sabko pit pit kuye me daala.. Ans caram board
- Paani se nikla pani ka ped, paat nahi par daal anek, baitho niche milege thandhi chawo. Ans fawala/ fountain
- Char taang ki hun mai nari, chalni jaise mere ched, pidit ko mai dete aaram, batlao mera bhed. Ans – charpai.
- Madhya kate to banta kam, anth kate to kal, lekan me aati kaam,socho jara mera naam, Ans
- Sabki ghar ye jaye, thin akshar ka hai naam, suru ki aaye to ati ho jaye anth ke do thithi banaye.. Ans athithi —— 50+ Best Riddles in Hindi with Answers ——–
- Dunia ki mai karta sair, dharti pen a rakhu kadam, din me chipta raat me aata, raat na ho mere baigair. Ans chand
- Kaali hun par kaag nahi, lambi hun par naag nahi, bal kati hun, par dorr nahi, bandhte hun par dhor nahi. Ans choti
[/et_pb_text][/et_pb_column][/et_pb_row][/et_pb_section]